Just listen to the way Javed pronounces/stresses the word 'Hai(n)' in *Jashn-e-bahaara. *Its just awesome. Rahman can create so much impact, with a single word.
On Jan 19, 2008 7:39 PM, Siddharth Das <[EMAIL PROTECTED]> wrote: > *Jashn-e-bahaara - Jodhaa Akbar (2008) > *Movie : Jodhaa Akbar > Music Director: A R Rahman > Director: Ashutosh Gowarikar > Producer: Ashutosh Gowarikar, Ronnie Screwvalaeda > Starring: Hrithik Roshan, Aishwarya Rai > Singers: Javed Ali > Lyrics: Javeed Akhtar > > Kehne ko Jashan-e-bahara hai > Ishq yeh dekhke hairaan hai > Kehne ko Jashan-e-bahara hai > Ishq yeh dekhke hairaan hai > Phool se khusboo khafa khafa hai gulsan mein > Chupa hai koi ranj fiza ki chilman mein > Sare sehmein nazare hain > Soye soye vaqt ke dhare hain > Aur dil mein koi khoyi si baatein hain > Kehne ko Jashan-e-bahara hai > Ishq yeh dekhke hairaan hai > Phool se khusboo khafa khafa hai gulsan mein > Chupa hai koi ranj fiza ki chilman mein > Kaise kahen kya hai sitam > Sochte hai abb yeh hum > Koi kaise kahen woh hai ya nahi humare > Karte to hai saath safar > Fasle hain phir bhi magar > Jaise milte nahi kisi dariya ke do kinare > Pass hain phir bhi paas nahi > Humko yeh gum raas nahi > Seeshe ki ek diware hai jaise darmiyan > Sare sehmein nazare hain > Soye soye vaqt ke dhare hain > Aur dil mein koi khoyi si baatein hain > Kehne ko Jashan-e-bahara hai > Ishq yeh dekhke hairaan hai > Phool se khusboo khafa khafa hai gulsan mein > Chupa hai koi ranj fiza ki chilman mein > Humne ne jo tha nagma suna > Dil ne tha usko chuna > Yeh dastan humen vaqt ne kaise sunai > Humjo agar hai gumgin > Woh bhi udhar khush to nahi > Mulakato mein jaise ghul si gai tanhai > Milke bhi hum milte nahi > Khilke bhi gul khilte nahi > Aankhon mein hai baharein dil mein khilza > Sare sehmein nazare hain > Soye soye vaqt ke dhare hain > Aur dil mein koi khoyi si baatein hain > o hoo Kehne ko Jashan-e-bahara hai > Ishq yeh dekhke hairaan hai > Phool se khusboo khafa khafa hai gulsan mein > Chupa hai koi ranj fiza ki chilman mein > > *In Lamhon Ke Daaman Mein - Jodhaa Akbar (2008) > *Movie : Jodhaa Akbar > Music Director: A R Rahman > Director: Ashutosh Gowarikar > Producer: Ashutosh Gowarikar, Ronnie Screwvalaeda > Starring: Hrithik Roshan, Aishwarya Rai > Singers: Sonu Nigam, Madhushree > Lyrics: Javeed Akhtar > > In lamhon ke daaman mein > Pakiza se riste hain > Koi kalma mohabat ka > Dohrate farishte hain > Khamosh si hai zameen hairaan sa falak hai > Ek noor hi noor sa ab aasman talak hai > (Nagmein hi nagmein hai jagti soti fizaon mein > Husn hai sari adaon mein > Ishq hai jaise hawaon mein ) —2 > Tanana dom ta dom tanana dom ta dom > Tanana dom ta dom tanana dom ta dom > Tanam tanam tanam tanana dom tom > Tanana dom ta dom tanana dom ta dom > Tanana dom ta dom tanana dom ta dom > Tana dom tom tana dom tom tanana dom tom > Dom tom tana nana dom tom tana dom > Dom tom tana nana dom tom tana > ohhoo > Dom dom tom tana nana dom tom tana > Dom tom tana nana dom tom tana nana > Kaise yeh ishq hai > Kaisa yeh khwab hai > Kaise jazbaat ka umda salab hai > (Kaise yeh ishq hai > Kaisa yeh khwab hai > Kaise jazbaat ka umda salab hai > Din badle raatein badli, baathein badli > Jeene ke aandaz hi badlein hai) —- chorus > In lamhon ke daaman mein > Pakiza se riste hain > Koi kalma mohabat ka > Dohrate farishte hain > Female: > Samay ne yeh kya kiya > Badal di hai kaya > Tumhe mene paa liye > Mujhe tumne paya > Mile dekho aise hai hum > ke do sur ho jaise madham > koi jyada na koi kaam > Kise aag mein > Ke prem aag mein > Jalte dono hi the tan bhi hai maan bhi > Maan bhi hai tan bhi > Tan bhi hai maan bhi > Maan bhi hai tan bhi > Male.. > mmmhhmmm > Mere khwaabon ke is gulistaan mein > Tumse hi tum bahar chai hai > Phoolon mein rang mere the lekin > In mein khusboon tumhi se aaye hai > [(Kyon hai yeh arzoo > Kyon hai yeh zustzu > Kyon dil bechain hai > Kyon dil betaab hai ) —-2 > Din badle raatein badli baatien badli > Jeene ke andaaz hi badle hain ] —chorus > In lamhon ke daaman mein > Pakiza se riste hain > Koi kalma mohabat ka > Dohrate farishte hain > Khamosh si hai zameen hairaan sa falak hai > Ek noor hi noor sa ab aasman talak hai > (Nagmein hi nagmein hai jagti soti fizaon mein > Husn hai sari adaon mein > Ishq hai jaise hawaon mein > Ishq hai jaise hawaon mein… > > *Man Mohana Man Mohana (Jodhaa Akbar - 2008) > *Movie : Jodhaa Akbar > Music Director: A R Rahman > Director: Ashutosh Gowarikar > Producer: Ashutosh Gowarikar, Ronnie Screwvalaeda > Starring: Hrithik Roshan, Aishwarya Rai > Singers: Bela Shende > Lyrics: Javeed Akhtar > Man Mohana Man mohana > Kanha sunona aaa > Tum bin paun kaise chaina > Tarsu Tumhiko din raina > Chodke apne kashi mathura 2 > Aake Basao More nain > Tum bin paun kaise chaina > Kanhaaa > Tarsu Tumhiko din raina > Ek pal ujiraya aaye > Ek pal andhiyara chaye > Maan kyun na dhabraye > Kaise na Dhabraye > Maan jo koi dhara > Apni rahon mein paaye > Kaun disha jaye > Tum bin kaun samjhaye 2 > Raas Rachiyan brindavan ke > Gokul ke basi > Radha tumhri daasi > Darshan ko hai pyaasi > Shaam Shalone Nand lala Krishna banwari > Tumri chab hai nyari > Mein to hoon tan man hari 2 > Man Mohana Man Mohana Man Mohanaaaaa Man Mohana > Kanha sunona aaa > Tum bin paun kaise chaina > Tarsu Tumhiko din raina > Jeevan ek nadiya hai > Lehron lehron behti jaye > Ismein man ki naiyaa > Doobe kabhi tar Jaye > Tum na Khewaiya ho to > Koi tat kaise paaye > Majdhaar rehlaye > Tu tumri saran aaye > haan tumri saran aaye > Mein hoon tumhari > hai Tumhara yeh mere jeevan > Tumko hi dekhon mein > Dekhun koi darpan > Bansi Ban jaungi > In hooton ki ho jangui > In sapno se jalthal > Hai mera maan agan > Hain mera hmmm hmmm > > *Azeem-O-Shaan Shahenshah (Jodhaa Akbar - 2008)* > Movie : Jodhaa Akbar > Music Director: A R Rahman > Director: Ashutosh Gowarikar > Producer: Ashutosh Gowarikar, Ronnie Screwvalaeda > Starring: Hrithik Roshan, Aishwarya Rai > Singers: Mohd Aslam, Bonny Chakravarthy > Lyrics: Javeed Akhtar > > Azeem-O-Shaan Shahenshah 2 > Furwa rawa hamesha hamesha salamat rahe > Tere ho kya bayain > Tu shaan-e-hindustan > Hindustan teri jaan > Tu Jaan-e-Hindustan > Marhaba Hooo oo > Marhaba > Marhaba Hooo oo > Marhaba > Azeem-O-Shaan Shahenshah > Furwa rawa hamesha hamesha salamat rahe > Tere ho kya bayain > Tu shaan-e-hindustan > Hindustan teri jaan > Tu Jaan-e-Hindustan > [Marhaba Hooo oo > Marhaba]2 > Jalaludin Akbar > Sapna viran ma > Har agan ma > Prem hai tumhra > Har Har maan ma > [Ta ra re ra-Ta rare ra ]2 > Jeet aaj tumhari > Mahabali hai > Desh ma sukh ki > pawan chali hai > [Chan chanan chanan chan] > Marhaba Marhaba > Azeem-O-Shaan Shahenshah > Marhaba > Deta hai har dil yeh gawahi > Dil wale hain Jil-e-elahi > Jau Kahi bhi Niklon jidhar se > Galiyon galiyon sona barsee > [Chan chananananana chanannaanan ] > Marhaba oohoo Marba > Azeem-O-Shaan Shahenshah > Tere Mazhab hai jo mohabat > Kitne dilon per terri hukumat > Jitna kahen hum utna kam hai > Tehzeebo ka tu sangam hai > [Chan chananananana chanannaanan ] > Marhaba ooohoo > Azeem-O-Shaan Shahenshah > Azeem-O-Shaan Shahenshah > Furwa rawa hamesha hamesha salamat rahe > Tere ho kya bayain > Tu shaan-e-hindustan > Hindustan teri jaan > Tu Jaan-e-Hindustan > Marhaba Hooo oo > Marhaba > Marhaba Hooo oo > Marhaba > Yahan bhi wahan bhi hai teri dhoom > Jalaludin Akbar > > > ------------------------------ > Never miss a thing. Make Yahoo your > homepage.<http://us.rd.yahoo.com/evt=51438/*http://www.yahoo.com/r/hs> > >