*MASOOM SA DIL*
**
**
**
**
*mosoom mohabbat ka bus itnasa fsana hai,*
*kagaz ki hawaili hai baarish ka jamana hai.*
*kya shart -e- mohabbat hai,*
*kya shart -e- jmana hai *



Masoom Sa DiL Tha Mera Jo Aap Yoonhi Tor Gaye........ .,
Bina Koi Wajah Hume Akela Chor Gaye........ .

Ab Ye Judai ka Dard Leke Hum Kahan Jaye ......,
Ki Bina Aapke Humse Shayad Jiya Nahi Jaye.......
DiL To Yehi Chahta Hai ki Aap Wapis Laut Aaye.....,
Raah Mein Jo Kaantein Hai , Unhe Phoolon Mein Badal Le Aaye.......
Kash Meri Ye Khwaish Poori Ho Jaye........
Lekin Mujhpe Itna Rahem kahan ki Wo Phir Se Hamare Ho Jaye.......

Reply via email to