Reposting the lyrics of Meenakshi's "ye rishtaa kyaa kahalaataa hai".

This song is also as "Naan Epoudhu" in SAKKARAKATTI.

If this helps someone in noting down the tamil lyrics and giving their 
english translations, I would translate them back to Hindi.

--
V


Meenaxi - Tale of 3 Cities
year 2003
singer Reena Bhardwaj
music A R Rahman
lyrics Rahat Indori

ko_ii sachche Kaab dikhaa kar
(somebody shows truthful dreams)

aa.Nkho.n me.n samaa jaataa hai
(and merges into eyes)

ye rishtaa
(this relationship)

ye rishtaa kyaa kahalaataa hai? \-4
(what is the name of this relationship?)


jab suuraj thakane lagataa hai
(when Sun starts to get tired)

aur dhuup simaTane lagatii hai
(and sunlight starts to become limited)

( ko_ii anjaanii sii chiiz, merii
(( some unknown thing,))


saa.Nso.n se lipaTane lagatii hai ) \-2
(starts to get wrapped in my breath)

mai.n dil ke qariib aa jaatii huu.N
(I come near to heart)

dil mere qariib aa jaataa hai
(and heart comes near to me)

ye rishtaa kyaa kahalaataa hai \-2


is gumasum jhiil ke paanii me.n
(in this lost water of the lake)

ko_ii motii aa kar girataa hai
(a pearl drops having come from somewhere)

ik daayaraa banane lagataa hai
(a sea start to take form)

aur ba.Dh ke bha.Nwar ban jaataa hai
(and that grows further to become a whirl)

ye rishtaa kyaa kahalaataa hai \-4


tasaviir banaa ke rahatii huu.N
(I live by making pictures)

mai.n TuuTii hu_ii aawaazo.n par
(on the voices that are broken)

( ik cheharaa Dhuu.NDhatii rahatii huu.N
((I keep on searching for a face)

diiwaaro.n kabhii darawaazo.n par ) \-2
((on the walls, sometimes on the doors))

mai.n apane paas nahii.n rahatii
(I do not stay with me)

aur duur se ko_ii bulaataa hai
(and somebody calls me from far away)

ye rishtaa kyaa kahalaataa hai \-4

aa aa aa aa aa aa aa
u.n u.n u.n u.n uu.n uu.n uu.n

गीत:    ये रिश्ता क्या कहलाता है
फ़िल्म:   मीनाक्षी – टेल ऑफ़ 3 सिटीज़
संगीतकार: ए आर रहमान
गीतकार:  राहत इंदौरी
गायक:   रीना भारद्वाज

कोई सच्चे ख़ाब दिखाकर

ऑंखों में समा जाता है

ये रिश्ता

ये रिश्ता क्या कहलाता है –4



जब सूरज थकने लगता है

और धूप सिमटने लगती है

( कोई अन्जानी सी चीज़ मेरी

सॉंसों से लिपटने लगती है ) –2

मैं दिल के क़रीब आ जाती हूँ

दिल मेरे क़रीब आ जाता है

ये रिश्ता क्या कहलाता है –4



इस गुमसुम झील के पानी में

कोई मोती आ कर गिरता है

इक दायरा बनने लगता है

और बढ़ के भॅंवर बन जाता है

ये रिश्ता क्या कहलाता है –4



तस्वीर बना के रहती हूँ

मैं टूटी हुई आवाज़ों पर

( इक चेहरा ढूँढती रहती हूँ

दीवारों कभी दरवाज़ों पर ) –2

मैं अपने पास नहीं रहती

और दूर से कोई बुलाता है

ये रिश्ता क्या कहलाता है –4



आ आ आ आ आ आ आ

उं उं उं उं ऊं ऊं ऊं
--

Reply via email to