*
*
**
*
*
*
*
*Aaqa O Mola Syed e Sajjad a.s Lajpal K Laal Janasheen*
*
*
*TaajDaar e Imamat K  5Vain Chiragh Shajra e Taiyaba K Mohammad.*
*


FarmaN e Mola Imam BaQaR asws

" Agar TumharaY Ander Raazo Ko Bardasht KarnY Ki Quwat Hoti To Hum Har

SHIA Ko Us K

Nafa o NuQsaN k BaraY MAi Ittala De DetaY ".

BooK # Al Shafi, Vol # 2, PagE # 165


Imam MuhammaD BaQaR asws Ny FarmayA:

" Allah j.j Kisi K JigaR Ki AaG Bhujanay ( Piyasy Ko Paani PilanaY ) Ko
BohaT

Pasand Karta Hai

Or Jo Shaks Kisi Janwer Ko Paani Pilaye GA Allah j.j Apni Arsh Mai Usko Us
Din

RAkhay Ga Jis

Din Us k Saaye k Siwa Koi Dusra Saaya NAhi Hoga ".

BooK # MAn La YAzharul Faqhe

Jild # 2, Page # 33


Hazrat Imam Mohammad Baqar a.s Ny Farmaya:

" Jis Aalim K Ilm Se Nafa Uthaya Jaye Wo Aalim 70,000 Aabidiyon Sy Afzal Hai
"

Tohfa Aqool

P#G 294


Agar Parwardigar Ka Paida Kiya Huwa Har Nabi, Har Siddique, Har Shaheed,

Har AhlyBait K Dushman Ki Sifarish Karay K Khuda Usay Jehanum Se Nikal Dy

To Na Mumkin Hai Wo Farma Chuka Hai Ye Jahnum Mai Humesha Rehnay

Walay Hain."

Sawwab Ul Ammal.


Sayings by IMAM MOHAMMAD BAQIR asws

1. Remember your previous sins with severe repentance and more seeking

forgiveness.

2. One who disobeys Allah has no knowledge of him.

3. The scholar who derives benefit from his knowledge is better than 70,000

devotees.

4. The height of perfection is excellence in the understanding of the
religion,

endurance in hardships and administration of the affairs of life according
to one's

means, in the right measure


Huwa Paida Jahan MAi Aaj wo Hum'NaaM e PayghamBer

LaQaB "BaQaR" Hai Jis Ka Or KUNIYAT "Abu'JaffeR"

Imam Ul MutaQeeN, MunsoOs Or MasoOm Aalam mai

Nabi Ka PaanchwaN NaiB, Humara Paanchwan Rehber


Jashan e Zahoor Sarkar e Mola Imam Mohammad Baqar asws Baraq Al Aloom

Or Mah e Rajab Ul Murajib Tamam Mominon Ko Dil Ki Gehraiyon Se Bohat Bohat

Mubarak Ho.
*




-- 

* فبای الاء ربکما تکذبن.*

*


*

-- 
You received this message because you are subscribed to the Google Groups 
"shiagroup" group.
To post to this group, send email to shiagroup@googlegroups.com.
To unsubscribe from this group, send email to 
shiagroup+unsubscr...@googlegroups.com.
For more options, visit this group at 
http://groups.google.com/group/shiagroup?hl=en.

Reply via email to