जोक्स सुने है, here are some बनिया Jokes….
Baniya: Yeh kela(banana) kaisay diya? Shopkeeper: 1Rs. Baniya: 60 Paisa ka deta hai? S.K: 60 paise mein to sirf chilka milega. Baniya:Ley 40 paisay, chilka rakh aur kela day de Baniya on his death time. My wife, where r u ? Wife:Yes, I’m here My sons daughters ru all here? Yes, Papa Baniya:To phir brabar wale kamre ka pankha Q khula hay ??? :D:D:D Baniya 14th floor se neche gira Girte waqt usne apni ghar ki khirki me apni wife ko roti pakate hue dekha to chilla k bola MERI ROTI NAHI PAKANA! Baniya ne sheikh ko khoon dey k uski jaan bachai. Sheikh ne usay MERCEDEZ gift kardi. Sheikh ko phir khoon ki zarorut pari, Baniya ne phir khoon dia. Ab k bar Sheikh ne till waly laddu gift kiye, Baniya:Ghusse se, mercedez kion nahi di? Sheikh:Munna…!! Ab hamarey ander bhi baniye ka khoon dor raha hay:) Baniya called a newspaper office and asked: Mera Chacha Mar gaya hai, kya charges hongay? NewsPaper: Rs.50 per word. Baniya: Oh bohat ziyada hain, Acha likho "Chacha Guzar Gaye". Newspaper: Sir! It should be minimum 6 words! Baniya: Oh ho! Jara sochnay do..... Acha likho......... ........... . Chacha Guzar Gaye - Maruti for Sale . Baniya ask to Taxi Driver: CP wale gurudware jayega kya? Taxi Driver: Han jaon ga. Baniya ne jaib se lunchbox nikala or kaha: Wapsi main langar ka khana lete aana. Baniya ko bhoot charh gaya , 3 din baad bhoot khud ek ojha k paas gaya aur bola, Ojha sahab mujhe bahar Nikalo..! Warna main to bhookha hi mar jaon ga Titanic K Sath Baniya Bhi Doob Raha Tha Aur Hans Bhi Raha Tha Dost: Oye Hans Kyun Raha Hai? Baniya: Shukar Hai Main Ne Return Ticket Nahi Khareeda *सरदारों पर बहुत हो गया * When someone shares something of value with you and you benefit from it, you have a moral obligation to share it with
