Erhm...this sort of thing seems ill-suited to a predominantly English language mailing list...
-Brian On Thu, Dec 31, 2009 at 10:56 AM, Meenakshi Singh <manasing...@gmail.com>wrote: > *Hi , > > BEST DAYS OF a student's LiFe..!!!* > > > *1. On being Late:* > > *"Kab shuru hui class?" > > "Attendance ho gayi kya??" > > "Kal raat der tak gappe marte rahe yaar" > > "Aab nind nahi khuli to mein kya karu... bolna ... kal kya padaya tha isne" > > "Ek page de na.... abey pen bhi to de, nahi to kisse likhunga..." > > " koi subah kaise aa sakta hai...." > > "wo bhi iss class ke liye "* > > > *2. During the lecture: > * > *"Yesss!!!! Sirrr...The answer is ..huuuummmmm...aaaaaaaa....." > > "No sir...I know the answer ..sir.." > > "Saala apne aapko Newton samajta hai" > > "Abe lecture ko maar goli... Neha kya lag rahi hai aaj...." > > "Uski tshirt pe kya likha hai dekh" > > "Uske bagal mein nahi baith sakta tha kya...gadha..." > > "Kya bore kar raha hai. Bola tha canteen chalte hain .." > > "Heads, we go canteen , Tails, we go now!!!" > * > > *3. Lab:* > > *"Expt. 2 likha??" > > "last time tu aaya the kya?"" > > "Karna kya hai??" > > "Yeh bhai...merko pata hota to tere pass kyon aata...." > > "Areee tu to bura maan gaya ...chal dikha na...bhau kyo kata hai.."* > > > *4. Sessionals Test:* > * > "sessionals test???? ..Aree yaar.. " > > "Kya... abe unit test mein itna sara topic hai to final mein kya hoga.." > > "Oye Sushil kaha hai..uska roll number mere baad hai...wo nahi aaya to mein > pakka fail.." > > After test.. > > "yaar pada tha..recall nahi kar paya...chhod na ... Canteen chalega." SAHI > !!* > > > *5. For attendance* > > *"I was in the class, attendence bolna bhool gaya " > > "Oye usko thoda khush kar list se tera naam hata dega...." > > "Bola tha proxy regularly maar.... Saale tera class karne ka kya faida > hua..." > > * > *6. Late submission of assignments:* > * > " Maine us ko bola thaa ki copy karke mera assgnment bhi saath mein submit > kar dena" > > "Ab mein kya karu usne mereko bole bina hi submit kar diya...." > > "They should allow XEROX....sala system hi kharab hai " > * > > *7 . After exam:* > > *"Yeh bhi syllabus mein thaa kya? Shitt." > > "kya bol raha hai yaar..aise karna tha kya" > > "1st mein 3 marks...2nd mein 0...3rd mein 2...Gaya....fail pakka..." > > "Yaar notice lagte hi hata dena....wo kya soochegi mera marks dekh kar.."* > > > *8 . VIVA (b4 exam):* > > *"Submission ab tak hua nahi hai , VIVA kya ghanta doonga" > > "Aeee...Akash...terese kya kya poocha..mood kaisa hai.." > > "External ke ghar mein bacche nahi hai kya..." > > "Dekh Boss!! external bhi aadmi hai. Usko pata hai students ki ab tak > preparation nahi hui hai" > * > > *9 . Submission:* > > *"Ye bhi chhapna hai kya?" > > "kaat kaat ke likh le.kaon padhta hai" > > "Iska bhi print-out lena hai kya?" > > "Jai ho computer baba ki..jai ho Ctrl C - Ctrl V ki..." > > "Tujhe Sir ka sign aata hai kya?" > * > > *10 .Copying Assignments:* > > *"Ye tune kya likha hai????" > > (The best one) > > "Jo word samajh mein aa raha hai woh likh, jo nahi samajh mein aa raha hai > uska drawing nikal" > > "Phir bhi, kuch to idea hoga??" > > " Maine uska likha hai, mera assignment check ho gaya , tu bhi wohi kar." > > "Koi hint...." > > "Are baba ghaseet de....na tu samjega na wo...."* > > > *11. Exam:* > > *"Jo (mujhe) aata hai, woh (paper mein)aata nahi hai; jo nahi aata hai woh > NAHI aata hai" ..VERY VERY TRUE !! > > "ye question 2 saal se nahi poochha hai yaar..to ab kya poochenge" > > "ye last time hi poochha thaa..is baar nahi aana chahiye" > > "tere paas is ke notes hai??" > > "Neend aa rahi mujhe to.thodi der so jata hoo..utha diyo pakka" > > "woh chapter. mark weightage 6 marks. (facial ex-pressions speaks the > story)" > > "nahi samjha to rat le" - PERFECT ONE > > "Iss paper mein roll number ke kya order hai...." > > "Ek aur din ka gap de dete to kya 3rd World War ho jata tha kya..." I AGREE > !! !!* > > > *This one is dedicated to all my friends: > * > > *"bas ek bar wapas lautne ka man karta hai > > Aaj har wo din jeene ko man karta hai. > > kuch buri batein jo ab acchi lagti hain > > kuch batein jo kal ki hi batein lagti hain. > > abki baar class attend karne ka man karta hai > > Dopahar ki class mein aakhein band karne ko man karta hai. > > Doston ke room ki wo baatein yaad aati hai > > exam ke time pe wo hasi mazak yaad aati hai, > > college ke paas key dhabe ki yaad aati hai > > tab ki bekar lagne wali photos chehre pe hasi laati hai. > > Apni galtiyon pe tumse daat khana yaad aata hai. > > Par tumhari galti dekhne ka ab bhi mann karta hai. > > Ek aisi subah uthne ka mann karta hai > > bas ek bar wapas lautne ka man karta hai. > > bas ek bar aur > > wapas lautne ka man karta hai." > * > > *Wish You and Your family a Very Happy and Prosperous New Year !!!!!!!!!* > > > * > * >