From: Masuma Bhalloo [mailto:masu...@world-federation.org] Sent: 15 June 2009 13:53 To: Masuma Bhalloo Subject: MAA MAA Umer Bhar Seene Se Laga Kar Pala Hai MAA Ne Ghalat Batoon Pe Thora Thora Mara Hai MAA Ne Abhi Tak Wo Bachpane Ki Yadein Hain Baqi Aur Wo Bachpane Ki Batein Hain Baqi Ke Jab Mein Ne Bola Tha MAA Pehli Baar MAA Ki Aankhon Mein Bhara Tha Kitna Pyar Paida Huwa Tha To Kuch Nahi Tha Mein MAA Ki Wajha Se Aaj Hoon Kya Kya Mein MAA Se Hamesha Hamein Sukh Milte Hain Phir Bhi Us Ko Hamse Dukh Milte Hain Kash Qurbaan Karoon Mein Sab Us Ki Sada Pe Aur Wo Mujhe Pyar Karay Meri Issi Ada Pe MAA hai ek ahsaas jo, har halato mai hume jeena sikhata hai MAA hai wo khushbo, jo har mosam mai khilana sikhata hai MAA hai wo kaynaat, jo pass na rah kar pass hoti hai MAA hai wo hawa, jo hardam saanse ban kar, jeena sikhati hai!! Nahi hai koi bhi shabad mere pass, jo kar sake pura MAA ka arth, MAA sirf sirf MAA hoti hai, yah zameen aor asmaan hoti hai.... wo to sirf bas ek MAA hoti hai.......... --~--~---------~--~----~------------~-------~--~----~ You received this message because you are subscribed to the Google Groups "shiagroup" group. To post to this group, send email to shiagroup@googlegroups.com To unsubscribe from this group, send email to shiagroup+unsubscr...@googlegroups.com For more options, visit this group at http://groups.google.com/group/shiagroup?hl=en -~----------~----~----~----~------~----~------~--~---